Main mohabbat hun mohabbat karke dekh



Main mohabbat hun mohabbat karke dekh
Main mohabbat na dun to kehnaa..!!
Main muskurahat hun mujhe hansa ker dekh
Na sajun tere honton per to kehna..!!
Main khushbu hu mujhe mehsus karke dekh
Na mehkun teri zindagi main to kehna..!!
Main dil hun mujhe sun kerr dekh,
Na dharkun tere dil main to kehnaa..!!
Main phool hun mujhe lagaa kerr dekh,
Na mehkun din raat to kehnaa…!!
Main mohabbat hun mujhe apna karke dekh
Na banu main tera to kehnaa….!!

0 comments:

Post a Comment

More

Whats Hot

Have you had a movie magical moment ?