Wo Dosto Hi Kya Jo Dost Ke Liye Dua Na Kare,
Tuje Bhul Kar Jee Lu Aisa Kabhi Khuda Na Kare,
Rahegi Teri Dosti Meri Ek Zindagi Bankar,
Ye Alag Baat He Ki Zindagi Mujse Wafa Na Kare.
Phir Kab Milinge Ye Kabhi Hamne Pucha Nahi,
Judaai Ki Vagah Bhi Unho Ne Hame Bataai Nahi,
Kab Unki Khamoshi Ne Hame Bewafaa Kaha Ye Hame Pata Nahi,
Wo Waqt Hi Kuch Aisa Tha Jis Waqt Hamne Unko Pahechana Nahi.
Bhool Shayd Bahut Badi Kar Li
Humne Duniya Se Dosti Kar Li
Tum Mohabbat Ko Khel Kehte Ho
Humne Barbaad Zindagi Kar Li
Hum Nahi Jaante Chiragon Ne
Kyon Andheron Se Dosti Kar Li
Dhadkane, Dafn Ho Gayi Hongi
Dil Mein Deewar Kyon Khadi Kar Li
Dosti dard nahi khushiyo ki sogat hai
Kisi apne ka jindgi bhar ka sath hai
Ye to dilo ka wo khubsurat ahsas hai
Jiske dam se rosan ye sari kaynaat hai
Dosto Ki Yad Hr Waqt Satati Hai,
Wo Gujre Pal, Wo Masti Bahut Yad Ati Hai.
Hm To Phir Jina Chahte H Un Palo Ko,
Par Wo Hasin Zindgani Phir Kaha Lout K Aati Hai.
Boond Se Moti Maang Lenge,
Chand Se Chandni Mang Lenge,
Agar Teri Dosti Naseeb Huyi A Dost,
To Khuda Se Ek Aur Zindagi Mang Lenge.
Kehne ko shabad nahi hai,
Bhejne ko naye Shabd nhi hai,
Par “DIL” se ek baat kehte hai,
Apana khyal rakhna. .
Kyunki.. Mere pas aap jaisa dusra dost nhi hai.
Kafi dino se apka chehra nhi dekha,
Apse juda hokar koi pal sunehra nhi dekha,
Gehrai naap li hr samundar ki humne,
Koi sagar apki dosti se gehra nhi dekha.
0 comments:
Post a Comment